Lata Mangeshkar Udit Narayan
Aaaa aaa aaa
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Aaa aaa aa, la la la la la
Yeh dil dhadka do, zulfen bikhraa do
Sharmaake apna, aanchal lehraa do
Hum zulfen to bikhraa de, din mein raat na ho jaaye
Hum aanchal to lehraa de, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo
Aa aa aaa aaa aa, aaa la la laaaa
Tumpe marte hain, hum mar jaayenge
Yeh sab kehte hain, hum kar jaayenge
Chupki bhar sindoor se tum ab yeh maang zara bhar do
Kal kya ho kisne dekha, sab kuch aaj abhi kar do
Hona ho sab raazi, dil raazi, rab raazi
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Oooo, humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele ho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Paas aao gale se lagaa lo
La la la, hmm hmm‘