Dilogs -Ye Suraj Se Bhi Keh Do
Ke Apni Aag Bujha Ke Kare
Ye Suraj Se Bhi Keh Do
Ke Apni Aag Bujha Ke Kare
Agar Usse Baatein Karni Hai
To Fir Nazar Jhuka Ke Kare
To Fir Nazar Jhuka Ke Kare
Taare Uske Haath Mein Hone Hi Chahiye
Jugnu Uske Saath Mein Sone Hi Chahiye
Oh khushbuon Se Uski Sifarish Ki Jaaye
Oh khushbuon Se Uski Sifarish Ki Jaaye
Aye Khuda Tu Bol De Tere Badalon Ko
Aye Khuda Tu Bol De Tere Badalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Ye Suraj Se Bhi Keh Do
Ki Apni Aag Bujha Ke Kare
Agar Usse Baatein Hai Karni
To Nazarein Jhuka Ke Kare
Oh Ye Suraj Se Bhi Keh Do
Apni Aag Bujha Ke Kare
Agar Usse Baatein Karni Hai
To Nazarein Jhuka Ke Kare
Mohabat Jaani Ki Poori Khwahish Ki Jaaye
Mohabat Jaani Ki Poori Khwahish Ki Jaaye
Aye Khuda Tu Bol De Tere Badalon Ko
Aye Khuda Tu Bol De Tere Badalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Haye Aashiq Ho Jaane Mein
Kitna Wakt Lagta Hai
Rab Ke Ghar Me Aane Mein
Kitna Wakt Lagta Hai
Dekha Use To Ye Malum Hua
Ke Jannat Ko Paane Mein
Kitna Waqt Lagta Hai
Ye Jamana Jaane Na Kya Kara Sakti Hai
Ho Yaar Mere Ki Nazarein Hai
Dariyaa Dooba Sakti Hai
Uska Bas Chale To Sara Dariya Pee Jaaye
Uska Bas Chale To Sara Dariya Pee Jaaye
Aye Khuda Aye Khuda
Aye Khuda Tu Bol De Tere Badalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Rahaa Hai Baarish Ki Jaaye
Aye Khuda Tu Bol De Tere Badalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Rahaa Hai Baarish Ki Jaaye
Baarish Ki Jaaye
Na Duniya Ke Liye Likhte
Na Mere Liye Likhte
Na Duniya Ke Liye Likhte
Na Mere Liye Likhte
Ha Haa Haa
Ghalib Jinda Hote To Tere Liye Likhte
Ghalib Jinda Hote To Tere Liye Likhte
Writer- Jaani
Singer- B Praak